Welcome to JioVaani

Listen & stream unlimited audio & video books.

Forgot?

Search Audiobooks & Series

Select Language

Audiobooks and stories will be filtered for you.

Home / General / LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide
LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

Kishika Malhotra • General • 1 Episodes • U/A 13+ • Hindi
Go Ad-Free (Get VIP)

⚡️ "Breaking News: LA ki Fire ne 24 ghanton mein pure sheher ki life barbaad kar di - Hollywood se lekar galiyon tak!" LA ki is khatarnaak fire ne hume ek bohot bada lesson de diya - life kitni unpredictable hoti hai. Ek pal mein 38,600 acres zameen raakh mein badal gayi, aur kisi ko nahi pata tha ki agla target kaun hoga. Kya aap jaante hain ki is fire ne LA ke sabse alag shehron ko kaise ek kar diya? Social media par viral ho rahi fake news ka jungle, private jets hire karne wale celebrities, aur help ke liye aage aane wale log aapko bohot alag sochne par majboor kardenge. Celebrities ke mehenge ghar bhi jal gaye, par kya aap jaante hain evacuation ke time pe unhone kya bachaya? Yeh episode aapko le jayega un kahaniyon tak jo media ne chhupayi, aur batayega ki aisi tragedies ke liye kaise tayyari karein. Iss show se samajhna aur seekhna zaroori hai, kyunki yeh sirf unki kahani nahi hai, yeh kabhi bhi aapki aur hamari reality ban sakti hai!

Episodes (1)

Ek Din Main Zindagi Badal Gayi

01. Ek Din Main Zindagi Badal Gayi

19:23 • Listen to episode 1 of LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

Listener Comments & Reviews 0

Advertisers can also drop inquiry details below
Abhi tak koi comment nahi aaya. Pehla review ya comment aap post karein!
Now Playing

LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

Ek Din Main Zindagi Badal Gayi

LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide

0:00 --:--
UP NEXT
Next Episode

Report a Problem

Facing an issue with LA on Fire: Zindagi Ki Survival Guide? Let us know and we'll fix it!

Sleep Timer

Stop playback automatically after selected duration.